Browse songs by

tum bhii naa maano mai.n bhii naa maanuu.N

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ha : tum bhii naa maano mai.n bhii naa maanuu.N -2
par tum bhii jaano par mai.n bhii jaanuu.N
( hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe ) -2

a : tum bhii naa maano mai.n bhii naa maanuu.N -2
par tum bhii jaano par mai.n bhii jaanuu.N
( hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe ) -2

ha : aa.Nkhe.n bhii jaise dil kii zubaa.N hai.n
sab kuchh sunaatii Kaamoshiyaa.N hai.n
a : aa.Nkhe.n bhii jaise dil kii zubaa.N hai.n
sab kuchh sunaatii Kaamoshiyaa.N hai.n
ha : ham paas aa_e.N yaa duur jaa_e.N
baa.Ndhe hai ko_ii bandhan hame.n
a : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe
ha : tum bhii naa maano mai.n bhii naa maanuu.N
par tum bhii jaano par mai.n bhii jaanuu.N
hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
a : lagataa hai yahii har baar mujhe

a : ek pal ko tumane jo chhuu liyaa hai
kuchh bhii naa kahake sab kah diyaa hai
ha : ek pal ko tumane jo chhuu liyaa hai
kuchh bhii naa kahake sab kah diyaa hai
a : saa.Nso.n kii ulajhan siine kii dha.Dakan
rakhatii kahaa.N hai kuchh raaz me.n
ha : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe
a : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe

ha : dil ki kahaanii jo anakahii hai
saarii fizaa me.n guu.Njii hu_ii hai
a : dil ki kahaanii jo anakahii hai
saarii fizaa me.n guu.Njii hu_ii hai
ha : saarii havaa_e.N
a : saarii dishaa_e.N
do : ye hii sunaa_e.N ye hii sune.n
hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe
ha : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe
a : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe
do : hai pyaar tumhe.n hai pyaar mujhe
lagataa hai yahii har baar mujhe

Comments/Credits:

			 % producer: Time Movies, Nanjibhai Shah, Dhirajlal Shah, Pravin Shah, Hasmukh Shah
% director: Anil Sharma
% audio: Time Magnetics (India) Ltd, time@bom4.vsnl.net.in
% cassette: TFC-002 Stereo, Cost: Rs 40/-, CD: 
% website: www.theherothefilm.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image