Browse songs by

terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

la : terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa
besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
de de sahaaraa apanaa

terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa
ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
de de sahaaraa apanaa

la : ruup laakho.n hai.n tere huu.N ko_ii majabuur nahii.n
ko_ii zarraa nahii.n jisame.n ke teraa nuur nahii.n
apane bando.n se kisii haal me.n
tuu duur nahii.n -2
tuune har kaam jo biga.Daa wo sa.Nwaaraa apanaa
ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
de de sahaaraa apanaa

la : aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye
ko : aaye tuufaa.N
la : aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye
aaye mushkil jo yatiimo.n ko sataane ke liye
ko : apane bachcho.n ko tuu aa jaanaa bachaane ke liye -2
bachaane ke liye -2

ko : apane bachcho.n ko tuu aanaa bachaane ke liye -2

% Part II

% mukha.Daa as above

la : tuu hii himmat de inhe.n chaahane waale hai.n tere
tuu hii apanaa le hame.n gaate hai.n terii rachanaa

ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
de de sahaaraa apanaa

la : roz lete hai.n teraa naam jiye jaate hai.n
pyaas lagatii hai to aa.Nsuu hii piye jaate hai.n
ham bure hii sahii lekin tere kahalaate hai.n
tuu dayaa kii hai nadii tuu hai kinaaraa apanaa

ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
de de sahaaraa apanaa

% then stanzaa "ruup laakho.n hai tere"

Comments/Credits:

			 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image