taazaa taazaa bahakaa bahakaa maamalaa zabaradast
- Movie: Kyaa Dil Ne Kahaa
- Singer(s): Alka Yagnik, Shaan
- Music Director: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Shanjay Chhail
- Actors/Actresses: Tushar Kapoor, Esha Deol
- Year/Decade: 2002, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

ek la.Dakii beqaraar hai
ruuThe baar baar hai
jhuuThaa gussaa sachchaa pyaar hai
ab aage kyaa kahuu.N
aaj somavaar hai
##Come on## ishaa
hu_aa ye kyaa kyaa kyaa ai ishaa
kahuu.N mai.n kyaa kyaa kyaa ai ishaa
taazaa taazaa bahakaa bahakaa maamalaa zabaradast
terii adaa_e.n hai.n mast
chal chale.nge chaa.Ndanii me.n chho.D de nazaakat
terii adaa_e.n hai.n mast
taazaa taazaa ...
yaarii terii yaarii pyaarii hai mujhe
par haT ke mai.n huu.N la.Dakii
kabhii chhuunaa naa mujhe
uupar se hai naa naa a.ndar se hai haa.N
saayaa huu.N mai.n saayaa tuu jaa_egii kahaa.N
aajuu baajuu aataa hai kyuu.N ye nahii.n sharaafat
are mere iraade hai.n saKt
taazaa taazaa ...
mastii kaa hai mauqaa aa jaa paas me.n
kis ne tujh ko rokaa garamii hai saa.Ns me.n
solah mai.n tuu satrah ##simple## baat hai
are duniyaa kyaa kahegii teraa cha.nchal saath hai
aa.Nkhe.n miiche aa jaa piichhe pyaar hai zaruurat
achchhaa
o terii adaa_e.n hai.n mast
taazaa taazaa ...
lalla lallaa
##it's must##
