rekhaa o rekhaa jab se tumhe.n dekhaa
- Movie: Adhikar
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Ramesh Pant
- Actors/Actresses: Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee
- Year/Decade: 1971, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
rekhaa o rekhaa jab se tumhe.n dekhaa
khaanaa-piinaa-sonaa dushvaar ho gayaa
mai.n aadamii thaa kaam kaa bekaar ho gayaa
rekhaa o rekhaa ...
tumase dil kyaa lagaayaa hai tumako qaabil banaayaa hai
din-raat jalaatii ho diivaanaa banaatii ho
are meraa bhii ek din zaruur aa_egaa
rekhaa o rekhaa ...
kaafii maha.ngaa ye pyaar hai shaadii kaa intazaar hai
maalik pe bharosaa hai maine to ye sochaa hai
are mehanat jo kii hai to phal bhii milegaa
rekhaa o rekhaa ...