Browse songs by

rab mere araj sun merii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

mu : rab mere araj sun merii sharaN ab terii
jis din se gayaa dil meraa dukho.n ne gheraa
do : rab mere araj sun ...

mu : kyo.n ruuTh rahe karataar merii sarakaar ( bataate jaa_o ) -2
kyaa hamase ho ga_ii bhuul ( hame.n batalaa_o ) -2
pa.Duu.N na paiyaa na ho naaraaz mere sarataaj ye dil ab teraa
jis din se gayaa ...
ko : rab mere araj sun ...

shai : pa.Dii dil kii duniyaa suunii idhar bhii dekho ( idhar bhii aa_o ) -2
sab kha.De hu_e behaal zaraa musakaa_o na ab tarasaa_o
lagaa aise nazar kaa tiir kalejaa chiir gayaa jo meraa
jis din se gayaa ...

mu : merii sunate jaa_o baat ( tumhaare jo.D rahaa huu.N mai.n haath ) -2
kyo.n mujhase jaate duur mere o nuur ( nibhaa do saath ) -2
zaraa baiTho ha.Nso-muskaa_o hame.n bahalaa_o basaa do Deraa
jis din se gayaa ...
ko : haay rab mere araj sun ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image