pyaar tuune kyaa kiyaa
- Movie: Pyaar Tune Kya Kiya
- Singer(s): Alka Yagnik, Sonu Nigam, Chitra
- Music Director: Sandeep Chowtha
- Lyricist: Nitin Raikwar
- Actors/Actresses: Urmila Matondkar, Fardeen Khan, Sonali Kulkarni
- Year/Decade: 2002, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
pyaar tuune kyaa kiyaa huu.n kyaa kiyaa
pyaar tuune kyaa kiyaa ai pyaar tuune kyaa kiyaa
ek hii pal me.n achaanak dii hai na_ii duniyaa
dii hai.n na_ii khushiyaa.n
pyaar tuune kyaa kiyaa ...
pahalii dafaa use dekh kar
hone lagaa kuchh aisaa asar
khud se hu_ii mai.n bekhabar
mai.n huu.N yahaa.N meraa dil hai vahaa.N
pyaar tuune kyaa kiyaa ...
tuu de rahaa hai ahasaas ye
jaise ko_ii mere paas hai
jis ke badan ko chhuu kar
mere badan ko chhuu rahii hai havaa
pyaar tuune kyaa kiyaa ...