Browse songs by

muhabbat chuume jinake haath

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

rafii: muhabbat chuume jinake haath
javAnI paao.n pa.De din raat
sune phir, hai, sune phir hai vo kisakii baat

aa, aa aa
ek to sundar mukha.Daa unakaa usapar laakh adaae.n
ham apane dil ko kahaa.N le jaae.n
akele dUr kha.De lalachaae.n
chaa.Nd sitaare e
chaa.Nd sitaare, mast nazaare sab hai.n unhii.n ke sAth
muhabbat chuume jinake haath

shamashaad begam: muhabbat chuume jinake haath ... kisakii baat

rafii: ruup nagar se aakar chandaa unakaa ruup churaae
meraa man dekh dekh rah jaaye
bhalaa ye baat mujhe kyo.n bhaaye
naino.n me.n unakii aae
naino.n me.n unake kaajal banake
rahe suhaanii raat
muhabbat chuume

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image