Browse songs by

muhabbat chiiz hai kyaa muhabbat karake dekhe.nge

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

muhabbat chiiz hai kyaa muhabbat karake dekhe.nge -2
qazaa kahate hai.n kisako kisii par mar ke dekhe.nge
muhabbaat chiiz hai ...

( ba.Daa hii Kuubasuurat dil se vaadaa kar liyaa hamane
ki tum par jaan dene kaa iraadaa kar liyaa hamane ) -2
( kahaa.N hai pyaar kii suulii ) -2 ye suulii cha.Dh ke dekhe.nge
qazaa kahate hai.n ...

( tumhaare dar pe dil apanaa muhabbat kaa savaalii hai
nashiilii aa.Nkh se dekho suraahii dil kii khaalii hai ) -2
( chhalak jaatii hai kaise ) -2 suraahii bhar ke dekhe.nge
qazaa kahate hai.n ...

( liyaa jaa_egaa kab tak jaan-e-man imtahaa.N apanaa
sunaa do muskuraa kar faisalaa kuchh meharabaa.N apanaa ) -2
( tumhaare faisale par ) -2 Kushii se mar ke dekhe.nge
qazaa kahate hai.n ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image