mai.n huu.N tere pyaar me.n paagal
- Movie: Hogi Pyaar Ki Jeet
- Singer(s): Chorus, Anuradha Paudwal
- Music Director: Anand, Milind
- Lyricist: Sameer
- Actors/Actresses: Mayuri Kango, Ajay Devgan, Neha, Arshad Warsi
- Year/Decade: 1999, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mai.n huu.N tere pyaar me.n paagal jaan-e-jaa.n aahaa aahaa
Dhalakaa jaa_e meraa aa.Nchal jaan-e-jaa.n aahaa aahaa
##I love you. I love you.## tuu tuu tuu tuu
gusse me.n bhii pyaar hai ruuThanaa bekaar hai
tere mere biich me.n parade kii diivaar hai
Dhal naa jaa_e mastaanaa pal jaan-e-jaa.n aahaa aahaa
are mai.n huu.N tere ...
tuu ba.Daa bedard hai jaane kaisaa mard hai
garm kar saa.Nse.n merii dekh mausam sard hai
bahakaa jaa_e meraa kaajal jaan-e-jaa.n aahaa aahaa
mai.n huu.N tere ...