mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N
- Movie: Bindiya
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Iqbal Qureshi
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Balraj Sahni, Jagdeep, Padmini
- Year/Decade: 1960, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N
mujhe ai zi.ndagii diivaanaa kar de
kahaa.N se ye fareb-e-aarazuu mujhako kahaa.N laayaa
jise mai.n puujataa thaa aaj tak nikalaa vo ik saayaa
Kataa dil kii hai mai.n sharamaa gayaa huu.N
mai.n apane aap se ...
ba.De hii shauq se ik Kvaab me.n khoyaa huaa thaa mai.n
ajab mastii bharii ik nii.nd me.n soyaa huaa thaa mai.n
khulii jab aa.Nkh to thar.raa gayaa huu.N
mai.n apane aap se ...
Comments/Credits:
% Transliterator: K Vijay Kumar