kyaa hai is baa.Nsuriyaa me.n ... kabhii ho.nTho.n se mujhe
- Movie: Geet
- Singer(s): Suman Kalyanpur
- Music Director: Kalyanji, Anandji
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actors/Actresses: Rajendra Kumar, Mala Sinha
- Year/Decade: 1970, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kyaa hai is baa.Nsuriyaa me.n jo mujhame.n nahii.n saa.Nvariyaa
kabhii ho.nTho.n se mujhe bhii lagaa le
baa.Nsurii banaa_ii ke ho baa.Nsurii banaa_ii ke
mai.n to gaa_uu.N tere giit mere miit
saare jag ko bhulaa_ii ke
kabhii ho.nTho.n se ...
tore sa.ng nehaa laagaa tore ra.ng raatii
ban-ban dvaare-dvaare phiruu.N madamaatii
tujhame.n hii samaa ga_ii mai.n tere paas aa_ii ke
kabhii ho.nTho.n se ...
saaraa jag jaan gayaa raadhaa bha_ii shyaam kii
chhe.De.n teraa naam leke sakhiyaa.N saare gaa.Nv kii
ho chhaliyaa tuune sudh naa liinii baavarii banaa_ii ke
kabhii ho.nTho.n se ...