Browse songs by

kyaa dard hai kyaa pyaas hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ri : kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai
puuchho naa -2
kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai
puuchho naa -2
sha.n : ek anokhii qash-ma-qash hai
Kud pe meraa ab naa bas hai

ri : ho
kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai
puuchho naa -2
kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai
puuchho naa -2

kahii.n maine dekhaa nahii.n mard aisaa
teraa haath lagataa hai maraham ke jaisaa
ta.Dap mere dil kii mere kaam aaye
mujhe dard me.n bhii to aaraam aaye
sha.n : ho
ek nashaa hai jism teraa
u.D rahaa hai hosh meraa

ri : o
kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai
puuchho naa -2
kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai
puuchho naa -2

terii ik chhu_an se bahakane lagii hai.n
merii garm saa.Nse.n mahakane lagii hai.n
naa pahale kisii ne chhu_aa mujhako aise
meraa haal kyaa hai bataa_uu.N mai.n kaise

sha.n : ho
dil ko paagal karane waalaa
teraa jaaduu hai niraalaa

ri : kyaa dard hai kyaa pyaas hai
puuchho naa -2
kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai
puuchho naa -2

Comments/Credits:

			 % Producer: Karma Entertainment, Bhairav Film, Nitin Manmohan, Sohail Maklai
% Director: Mani Shankar
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3381 Royal Stereo, Cost: Rs 50/-
% website: www.rudrakshthefilm.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image