kis tarah bhuulegaa dil unakaa Kayaal aayaa huaa
- Movie: Village Girl
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Shyamsunder
- Lyricist: Wali Saheb
- Actors/Actresses: Noorjahan, Nazir
- Year/Decade: 1945, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kis tarah bhuulegaa dil
unakaa Kayaal aayaa huaa
jaa nahii.n sakataa abhii
shiishe me.n daaG aayaa huaa
o ghaTaa kaalii ghaTaa, ab ke baras tuu naa baras-2
mere priitam ko abhii parades hai bhaayaa huaa-2
kis tarah bhuulegaa dil
aa chaman se
aa chaman se duur bulbul
jaake roye, roye saath saath
teraa dil bhii choT hai
merii tarah khaayaa huaa -2
kis tarah bhoolegaa dil
Kush rahe duniyaa me.n vo
jisane hai to.Daa dil meraa-2
de rahaa hai ye duaa
aa.Nkho.n me.n ashk aayaa huaa-2
kis tarah bhoolegaa dil
unakaa Kayaal aayaa huaa
Comments/Credits:
% Comments: Ramnik Productions