Browse songs by

kahanaa hai tumase kahanaa hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ye saathii ho jo aisaa mil jaa_e jo pyaar me.n
sau baar janam le.n tere li_e tere ishq me.n mar jaa_e.n
jo kiyaa na ho kisii aashiq ne kuchh aisaa kar jaa_e.n

kahanaa hai tumase kahanaa hai
rahanaa hai dil me.n rahanaa hai

Kaamosh palako.n tale sapane.n tumhaare pale.n
tumhii ho nazar me.n jigar me.n
tumhii.n ho saa.Nso.n me.n
tum ho du_aa me.n sadaa me.n tumhii.n ho baato.n me.n
kahanaa hai tumase ...

aa_o tumhe.n mai.n pyaar duu.n
dono.n jahaa.n vaar duu.n
parii ho sabaa ho kalii ho machalatii shabanam ho
ko_ii nashaa ho fazaa ho suhaanaa mausam ho
kahanaa hai tumase ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image