Browse songs by

jal jal ke shamaa kii tarah fariyaad na karanaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

jal jal ke shamaa kii tarah fariyaad na karanaa
mai.n yaad bhii aa_uu.N to mujhe yaad na karanaa

mushkil hai bahut pyaar kii duniyaa ko basaanaa
bedard zamaane kaa tariikaa hai puraanaa
do pyaar bhare dil kabhii aabaad naa karanaa
mai.n yaad bhii aa_uu.N ...

aakaash kii choTii pe mahal hamane banaayaa
duniyaa se bahut duur jahaa.N apanaa basaayaa
qismat ne magar chaahaa hame.n shaad na karanaa
mai.n yaad bhii aa_uu.N ...

ab apane Kyaalo.n me.n mujhe tum na basaanaa
bhuule se kabhii tum mere sapano.n me.n na aanaa
gar dil me.n uThe dard to fariyaad na karanaa
mai.n yaad bhii aa_uu.N ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image