ik baar zaraa phir kah do, mujhe sharmaa ke tum diivaanaa
- Movie: Bin Baadal Barsaat
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Hemant Kumar
- Music Director: Hemant Kumar
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Asha Parekh, Biswajeet
- Year/Decade: 1963, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
हे: इक बार ज़रा फिर कह दो
मुझे शर्माके तुम दीवाना
ल: ऐसी मीठी-मीठी बातें करके
कहाँ सीखा है दिल का लुभाना
हे: ओ जान-ए-जां
इक बार ज़रा फिर कह दो
मुझे शर्माके तुम दीवाना
ल: ऊँ-हूँ % (OYE HOY, mar jaawaaN)##
##he: dil lekar raho duur huzuur na hamase##
## karo itanaa Guruur na hamase##
##la: o sajanaa, meraa haar si.ngaar tumhii.n ho##
## meraa dam hai tumhaare hii dam se##
##he: tum shamaa ho to mai.n huu.N parvaanaa##
##la: aisii miiThii-miiThii baate.n karake##
## kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa##
##he: o jaan-e-jaa.n##
## ik baar zaraa phir kah do##
## mujhe sharmaake tum diivaanaa##
##la: uu.N-huu.N % (OYE HOY, mar jaawaaN)##
##he: suno dilbar ye jo diip khushii kaa jalaa hai##
## meraa pyaar isii me.n Dhalaa hai##
##la: meraa dil bhii piyaa leke tumhaaraa sahaaraa##
## na_ii raah pe aaj chalaa hai##
##he: di_aa tumhii.n ne ummiido.n ko Thikaanaa##
##la: aisii miiThii-miiThii baate.n karake##
## kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa##
##he: o jaan-e-jaa.n##
## ik baar zaraa phir kah do##
## mujhe sharmaake tum diivaanaa##
##la: uu.N-huu.N % (OYE HOY, mar jaawaaN)##
##he: tum chaaho to mai.n to.Dake laa duu.N sitaare##
## ki ho tum mujhe jaan se pyaare##
##la: kyaa maa.Nguu.N jab mil ga_e tum mujhe sajanaa##
## mai.n to aa ga_ii bas me.n tumhaare##
##he: meraa dil hai tumhaaraa nazaraanaa##
##la: aisii miiThii-miiThii baate.n karake##
## kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa##
##he: o jaan-e-jaa.n##
## ik baar zaraa phir kah do##
## mujhe sharmaake tum diivaanaa##
##he: kaho na##
##la: diivaanaa##
##he: phir kaho##
##la: diivaanaa##
##he: phir kaho##
##la: dii-vaa-na##
####
##Comments/Credits:
% Andy J. Lucyshyn (ajl@engr.ucf.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 3 1995 % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [49] % This Biswajit guy, is really lucky. He has got some of the best % songs ever!! I guess I mentioned this recently too, Biswajit, Pradeep % Kumar, Joy Mukherjee and Bharat Bhushan -- I guess, they will beat Dev % and Shammi dead cold for great songs! % This song, I had been planning to post for quite some time. I had % this with me for a LONG time. Why? for the ending part of this % song. The last 15 seconds of this song are worth the whole movie, % worth ALL movies of Biswajit :-))) % This song happens to be my first song in the "Happy Duets" % cassette of *my* wedding present to my wife:-)) % Truly, the best happy duet. It is better than the tumne pukara % etc. too!! Why? For its subtlity! The subtle, nazuk thots of the % pair! Here it goes...