hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
- Movie: Khel
- Singer(s): G. M. Durrani
- Music Director: Sajjad
- Lyricist: Bahzad Lakhnavi
- Actors/Actresses: Nargis, Nigar, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad
- Year/Decade: 1950, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai -2
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai -2
( bahut un ko chaahaa ke apanaa banaaye.n
apanaa banaaye.n ) -2
muqadaar ko lekin gawaaraa nahii.n hai
hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai
muhabbat me.n aisaa ko_ii din na guzaraa -2
jise ham ne ro kar guzaaraa nahii.n hai
hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai
( na Kuu.n jaan de-de wo qisamat kaa maaraa
qisamat kaa maaraa ) -2
zamaane me.n jis kaa sahaaraa nahii.n hai
hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai
Comments/Credits:
% Credits: U.V. Ravindra