Browse songs by

ham dillii dillii jaaye.nge

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ham dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge
dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge
faujii ban ke rahanaa hai, dukh dard musiibat sahanaa hai
ab faujii ban ke rahanaa hai, dukh dard musiibat sahanaa hai

subhaash kaa ye kahanaa kahanaa hai
chalo dillii chal ke rahanaa hai

ham golii khaa ke jhuume.nge maut ko ba.Dh ke chuume.nge
matawaale ban aazaadii ke ham dariyaa ju.ng kaa ghuume.nge
golii khaa ke jhuume.nge maut ko ba.Dh ke chuume.nge
matawaale ban aazaadii ke ham dariyaa ju.ng kaa ghuume.nge
subhaash hamaaraa haabii hai
Ghulaamii ke taalo.n kii chaabhii hai
jaisaa Kataraa baakii hai
Kudaa bhii hamaaraa saathii hai
ham dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge
dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge

faujii ban ke jaaye.nge aur dillii ko sajaaye.nge
faujii ban ke jaaye.nge dillii ko sajaaye.nge
zaalim fira.ngii qaum kaa ham naam-o-nishaa miTaaye.nge

ham dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge
dillii dillii jaaye.nge ham apanaa hind banaaye.nge
faujii ban ke rahanaa hai, dukh dard musiibat sahanaa hai
ab faujii ban ke rahanaa hai, dukh dard musiibat sahanaa hai

subhaash kaa ye kahanaa kahanaa hai
chalo dillii chal ke rahanaa hai

Comments/Credits:

			 % Credits: Prithviraj Dasgupta, Adi Golikeri
% This was the march song of Azaad Hind fauj
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image