haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
- Movie: Mirza Sahiban
- Singer(s): Noorjahan, G. M. Durrani
- Music Director: Husnlal-Bhagatram, Pt Amarnath
- Lyricist: Aziz Kashmiri
- Actors/Actresses: Noorjahan, Gope, Gulab, Trilok Kapoor
- Year/Decade: 1947, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae -2
dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae -2
n: dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujhako -2
Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaae -2
g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
g: dil ke zakhmo.n pe mere pyaar kaa mar.hham rakh do -2
beqaraarii to mujhe kuchh to qaraar aa jaae -2
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
n: yuu.N Kudaa ke li_e chhiino na mere hosh-o-havaas -2
aisii nazaro.n se na dekho ki Kumaar aa jaae
g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
g: chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah -2
baad-azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaae -2
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar% Date: 07/16/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar