Browse songs by

Gam kaa Kazaanaa teraa bhii hai meraa bhii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

##L: Lata
J: Jagjit
L, J: Lata followed by Jagjit
J, L: Jagjit followed by Lata
L&J: Both together
##
##L, J:## gam kA khazaanaa terA bhI hai meraa bhI
##L&J:## ye nazaraanaa terA bhI hai meraa bhI

##L:## apane gam kA giit bana kar gaa lenaa
raag puraanaa terA bhI hai meraa bhI

##L, J:## tU mujhako aur mai.n tumako samajhaauu.N kyA
##L&J:## dil dIvaanaa terA bhI hai meraa bhI

##L:## shahar me.n galiyo.n galiyo.n jisakaa charchaa hai
vo afasaanaa terA bhI hai meraa bhI

##J:## maikhaane kii baat nA kar vaaiz mujhase
aana jaanaa terA bhI hai meraa bhI

##
Dictionary : 1. waaiz - preacher
##

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: rameshh@acad1.tp.ac.sg (Ramesh Hariharan)
% Editor:
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image