Browse songs by

ek din laahor kii ThaNDii sa.Dak ... tabiiyat saaf ho gayii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

chi : ek din laahor kii ThaNDii sa.Dak par shaam ko
jaa rahe the saa_ikal par ham zaruurii kaam ko
ra : ajii saamane se aa rahii thii.n bulabulo.n kii Toliyaa.N
rok kar saa_ikal lage ham sunane miiThii boliyaa.N

uTh terii
ra : biga.D ga_ii banate-banate baat
chi : hu_ii wo juuto.n kii barasaat
tabiiyat saaf ho gayii, saaf
ko : tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf

biga.D ga_ii banate-banate baat
hu_ii wo juuto.n kii barasaat
tabiiyat saaf ho gayii, saaf

gii : chale the karane kaarobaar
sa.Dak par kar baiThe kyo.n pyaar
ra : ho gayaa pal bhar me.n ye haal
ko : ke u.D gaye sar ke saare baal -2
tabiiyat saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
biga.D ga_ii banate-banate baat
hu_ii wo juuto.n kii barasaat
tabiiyat saaf ho gayii, saaf

chi : milaa ye ulafat kaa iinaam -2
ra : ho gaye ghar-ghar me.n badanaam -2
gii : gaye the ban ke ye gulafaam
vaapis aaye ghuTanaa thaam
ye vaapis aaye ghuTanaa thaam
ko : tabiiyat saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
biga.D ga_ii banate-banate baat
hu_ii wo juuto.n kii barasaat
tabiiyat saaf ho gayii, saaf

gii : kahuu.N mai.n ek pate kii baat -2
ye zaalim dil hai ba.Daa badazaat -2
chi : isii dil kii thii karatuut
ko : isii ne pa.Davaaye hai.n juut -2
tabiiyat saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
biga.D ga_ii banate-banate baat
hu_ii wo juuto.n kii barasaat
tabiiyat saaf ho gayii, saaf

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image