dhaaginaa tinak dhin ... jab tak ye sa.nsaar nachaa_e
- Movie: Mere Lal
- Singer(s): Mukesh, Usha?
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Dev Kumar, Indrani Mukherjee, Jagdev
- Year/Decade: 1966, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

mu : ( dhaaginaa tinak dhin ) -2 taa thaiyaa
( dhaaginaa tinak dhin ) -3 vaah bhaiyaa
jab tak ye sa.nsaar nachaa_e jab tak ye sa.nsaar
jab tak ye sa.nsaar nachaa_e jhuum-jhuum ke naache jaa
dhaaginaa tinak dhin ...
are vaah mere baa.Nke naacho isii laTak se
lachakaa_o re kamariyaa ho zaraa aur maTak ke
jag tujhape ha.Nse to chal sar ko jhaTak ke
zaraa aur maze se pyaare Thumak-Thumak ke
sar par Topii laal sajaa_e sar par Topii laal
sar par Topii laal sajaa_e muu.Nchh taan ke naache jaa
dhaaginaa tinak dhin ...
uu : dhaaginaa tinak dhin ...
mu : pag dekh ruke naa chaahe bahe pasiinaa
ho terii raah take hai kahii.n ko_ii hasiinaa
sapano.n me.n basar ho chaahe ka_ii mahiinaa
shiqavaa mat kariyo pyaare yahii hai jiinaa
jab tak pag betaal na jaa_e yuu.N hii umar bhar naache jaa
do : dhaaginaa tinak dhin ...
