de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa
- Movie: Jaal
- Singer(s): Geeta Dutt, Kishore Kumar, Poornima
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actors/Actresses: Dev Anand, Geeta Bali
- Year/Decade: 1952, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

%Kishore
(de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa) 2
%Geeta
are, chho.Do bhii
(chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa) 2
%K
(ek nazar me.n haar chuke hai.n dil ko) 2
terii adaa pe vaar chuke hai.n dil ko
ajii mushkil hai ab lauT ke aanaa dil kaa
%G
jaa jaa jaa
chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa
%G
(mu.nh dho le o jaal bichhaane waale) 2
ham nahii.n in baato.n me.n aane waale
khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa
%K
are, de bhii chuke ham dil nazaraanaa ...
%G
... dil kaa
%K
(chhiin ke dil aashiq kaa mukarane waale) 2
are, mar jaae.nge tujh par marane waale
haay, chho.D bhii de zaalim ta.Dapaanaa dil kaa
%G
jaa jaa
chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa
%G
(Daalii Daalii phirate hai.n harajaaii) 2
lobhii bha.Nvaro.n ne kab priit nibhaaii
yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa
%K
haae, de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa
%G
yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa
khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa
chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa
Comments/Credits:
% Transliterator: Nimish Pachapurkar % Comments:SDB Series # 68 % aka Sun Mere Bandhu Re % Date: 30 October 2002
