Browse songs by

chhoTii sii umar me.n lag gayaa rog

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

chhoTii sii umar me.n
lag gayaa rog

( chhoTii sii umar me.neh
lag gayaa rog
kahate hai.n log
mai.n mar jaa_u.Ngii
ho mai.n mar jaa_u.Ngii ) -2

par marane se pahale
kuchh karane se pahale
le ke teraa naam
tujhe badanaam
mai.n kar jaa_uu.Ngii
ho mai.n mar jaa_uu.Ngii

ho
ho
( yehe kisii saharii chhorii kii
priit nahii.n hai baabuu ) -2
ek banjaaran keh matawaare
naino.noh kaa hai jaaduu
tuu na jaa merii musakaan pe
khel jaa_uu.Ngii mai.n jii-jaan pe
chho.Duu.Ngii naa saath -2
aisii kyaa hai baat
ke mai.n Dar jaa_uu.Ngii

ho mai.n mar jaa_uu.Ngii

chhoTii sii umar me.nhe
lag gayaa rog
kahate hai.n log
mai.n mar jaa_u.Ngii
ho mai.n mar jaa_u.Ngii

par marane se pahale
kuchh karane se pahale
le ke teraa naam
tujhe badanaam
mai.n kar jaa_uu.Ngii
ho mai.n mar jaa_uu.Ngii

ho
ho
( kab talak rokegaa meraa
rastaa laaj kaa paharaa ) -2
yaad ye rakhanaa tuu sajanaa
ye meraa vaadaa Thaharaa
baabul kii galiyaa.N chho.D ke
aa_uu.Ngii chunariyaa o.Dh ke
la_ike uma.ng -2
sai.nyaa.N tere sa.ng
tere ghar jaa_uu.Ngii

ho mai.n mar jaa_uu.Ngii

chhoTii sii umar me.nhe
lag gayaa rog
kahate hai.n log
mai.n mar jaa_u.Ngii
ho mai.n mar jaa_u.Ngii

par marane se pahale
kuchh karane se pahale
le ke teraa naam
tujhe badanaam
mai.n kar jaa_uu.Ngii
ho mai.n mar jaa_uu.Ngii

Comments/Credits:

			 % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image