badanaam na ho jaanaa o prem ke diiwaane
- Movie: Jawani
- Singer(s): Chorus, Surendra, Husnbano
- Music Director: Anil Biswas
- Lyricist: Hazrat Aarzoo
- Actors/Actresses: Surendra, Sankata, Husnbano, A R Kabuli
- Year/Decade: 1942, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

ha : ( badanaam na ho jaanaa
o prem ke diiwaane ) -2
( ye ra.ng nahii.n hai.n
ye ?? aaye hai.n samajhaane ) -2
badanaam na ho jaanaa
prem ke diiwaane
badanaam na ho jaanaa
su : ( dil Dhuu.NDhane nikale hai.n
ham log hai.n paradesii ) -2
( diiwaar ke saaye me.n
aa baiThe hai.n sustaane ) -2
ha : jal jaa_oge bhun jaa_oge -2
jal jaa_oge jaa_oge
ham aaG ke zarre hai.n -2
( jo aaG pe girate hai.n
jal jaate hai.n parawaane ) -2
su : ( tum jalawaa dikhaavo to
tum aaG lagaavo to ) -2
parawaa nahii.n jalane kii
tum aaG lagaavo to
parawaa nahii.n jalane kii
parawaane to parawaane
tum aaG lagaavo to
parawaane to parawaane
parawaa nahii.n jalane kii
parawaane to parawaane
