apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa
- Movie: Mumtaaz Mahal
- Singer(s): Talat Mehmood, Sudha Malhotra
- Music Director: Vinod
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actors/Actresses: Agha, Veena, Sheela Ramani, Jairaj
- Year/Decade: 1957, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
% prelude - missing from my copy.
% Its words should be available in Rakesh Pratap Singh's
% book on Talat.
% first few words, per hfgk, are:
dar-e-habiib se ham ...
su: apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa
dil meraa naashaad hai, haay
aa mere sanam
ta: o.a.a aanaa bhii chaahuu.N kaise aa_uu.N
pehare pe sayyaad hai, haay
teraa huu.N, terii qasam
su: aa mere sanam
ta: o.a.a teraa huu.N, terii qasam
su: o.a.a apanaa banaa ke ...
ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N ...
su: dil me.n hamaare dard jawaa.N hai, jawaa.N hai
itanaa bataa de ab tuu kahaa.N hai, kahaa.N hai
ta: merii zubaa.N par teraa bayaa.N hai
dil bhii wahii.n hai ab tuu jahaa.N hai, jahaa.N hai
su: kahaa.N hai? aa, mere sanam
ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam
su: o.a.a apanaa banaa ke ...
ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N ...
su: madahosh waade.n chaahat kii rasme.n, rasme.n
tuune wafaa kii khaa_ii thii qasame.n, qasame.n
ta: dekho kahii.n bewafaa naa samajhanaa
qisamat ke maare ko apanaa samajhanaa, samajhanaa
su: chalaa aa mere sanam
ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam
su: o.a.a apanaa banaa ke ...
Comments/Credits:
% Date: 29 Jan 2003 % Series: GEETanjali Series. % Comments: Film - (Mumataaz / Mumtaz / Mumtaaz) Mahal % Film Dir - Raam Daryaani. % Prelude of the song is missing from my copy. % generated using giitaayan