aa_o baiTho baat suno kuchh pyaar kare.n
- Movie: Maang
- Singer(s): Lata Mangeshkar, G. M. Durrani
- Music Director: Ghulam Mohammad
- Lyricist: Sageer Usmani
- Actors/Actresses: Amar, Vasti, Ramola, Preetama, Malhotra
- Year/Decade: 1950, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
du : aa_o baiTho baat suno -2
kuchh pyaar kare.n ikaraar kare.n -2
do dilo.n ko ek kare.n -2
aur aa.Nkhe.n dono.n chaar kare.n -2
aa_o baiTho baat suno
la : ( maaf karo bas duur raho
din prem ke ham dono.n hii bhale ) -2
kaun ye saudaa mol le kar mai.n
ho
aag me.n zi.ndgaa kaun jale
du : aa_o pyaar kare.n
la : bas duur raho
du : aa_o baiTho baat suno
du : ( prem binaa sab jiiwan phiikaa
phiike ruup jawaanii ) -2
phuul khile yaa koyal bole
ho
prem binaa bemaayanii
aa_o pyaar kare.n
la : bas duur raho
du : aa_o baiTho baat suno
la : ( ho
prem-diiwano priit kaa daawaa
riit bhii jinase nibh na sake ) -2
waade kare jo nis din jhuuThe
ho
raat hamaarii roz kaTe
du : aa_o pyaar kare.n
la : bas duur raho
du : aa_o baiTho baat suno