aaj achaanak TuuT gaye kyo.n man viinaa ke taar
- Movie: Kinare Kinare
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Jaidev
- Lyricist: Nyay Sharma
- Actors/Actresses: Dev Anand, Meena Kumari
- Year/Decade: 1963, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

aaj achaanak TuuT gaye kyo.n, man viinaa ke taar
(man viinaa ke taar)-4
ghuma.D-ghuma.D kar ghir-ghir aaii, duHkh kii ghor ghaTaaye.n
dil kahataa hai man hii man me.n, ghuT-ghuT kar mar jaaye.n
(aramaano.n kaa jalaa baseraa)-2
aa.Nsuu hai.n laachaar
aa.Nsuu hai.n laachaar re
aa.Nsuu hai.n laachaar
man viina ke taar ...
laharo.n me.n patavaar ? kar, maa.njhii kaa ? dhaaraa
duubii naiyyaa,duubii aashaa, duubaa duur kinaaraa
(kis se kahuu.N mai.n mere khevaiyaa ?)-2
le chal nadiyaa paar
le chal nadiyaa paar re
man viinaa ke taar ...
Comments/Credits:
% Transliterator:Srinivas Ganti % Date:17 June 2001 % Comments:LATAnjali
