zindagii me.n aap aa_e ho ga_ii duniyaa hasii.n
- Movie: Chhalia
- Singer(s): Mukesh, Vani Jairam
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Helen, Shatrughan Sinha, Nanda, Rajendra Nath, Navin Nishchal
- Year/Decade: 1973, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

mu : zindagii me.n aap aa_e ho ga_ii duniyaa hasii.n
bhar gayaa phuulo.n se daaman ab kamii.n ko_ii nahii.n
vaa : zindagii me.n aap ...
mu : jhuumakar yuu.N aa_ii.n bahaare.n khil ga_ii dil kii har kalii
vaa : pyaar ne aavaaz dekar ye kahaa aa merii galii
jisako maine duur samajhaa kyaa pataa aaj vo hai yahii.n
mu : zindagii me.n aap ...
vaa : ab naa shikavaa hai naa shikaayat dil se dil aise mile
mu : muskaraakar tumane dekhaa miT ga_e saare gile
pyaar ne ho to ye duniyaa rahane ke qaabil hii nahii.n
mu : zindagii me.n aap ...
