zi.ndagii jab bhii terii bazm me.n laatii hai hame.n
- Movie: Umrao Jaan
- Singer(s): Talat Aziz
- Music Director: Khaiyyam
- Lyricist: Shahryar
- Actors/Actresses: Rekha, Naseeruddin Shah
- Year/Decade: 1981, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

zi.ndagii jab bhii terii bazm me.n laatii hai hame.n
ye zamii.n chaa.Nd se behatar nazar aatii hai hame.n
surkh phUlo.n se mahak uThatI hai.n dil kI rAhe.n
din Dhale yU.N terI AvAz bulAtI hai hame.n
zi.ndagii ...
yAd terI kabhii dastak kabhii saragoshI se
raat ke pichhale pahar roz jagaatI hai hame.n
zi.ndagii ...
har mulAqAt kA a.njaam judAI kyU.N hai
ab to har vaqt yahI baat satAtI hai hame.n
zi.ndagii ...
Comments/Credits:
% Credits: Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu)
