ye samaa, samaa hai ye pyaar kaa
- Movie: Jab Jab Phool Khile
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Kalyanji, Anandji
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Shashi Kapoor, Nanda
- Year/Decade: 1965, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ye samaa
samaa hai ye pyaar kaa
kisii ke i.ntazaar kaa
dil naa churaale kahii.n meraa
mausam bahaar kaa
ye samaa...
basane lage aa.Nkho.n me.n
kuchh aise sapane
koii bulaae jaise
naino.n se apane - (2)
ye samaa...
milake khayaalo.n me.n hii
apane balam se
nii.nd ga.nvaa.Nii apanii
mai.nne qasam se - (2)
ye samaa...
Comments/Credits:
% Credits: rec.music.indian.misc % Anand P. Narayan (narayan@ucsu.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)