Browse songs by

ye goTedaar laha.Ngaa nikaluu.N jab Daal ke

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aa : ( ye goTedaar laha.Ngaa
nikaluu.N jab Daal ke ) -3
chhuriyaa.N chal jaaye.N
( chhuriyaa.N chal jaaye.N
merii matavaalii chaal pe ) -2

ra : ( jalawe phir dekh gorii
merii bhii chaal ke ) -2
chunarii ba.Ndh jaaye
( chunarii ba.Ndh jaaye terii
mere ruumaal se ) -2

aa : dir daa raa -4

aa : ( ek to baabuu shiishe jaisii
chikanii merii javaanii
duuje umar masataanii ) -2
ho mere badan par aise phisale
terii nazar diivaanii
jaise Dhalakataa paanii paanii
( a.Nkhiyaa.N milaanaa hamase
chhaliyaa sambhaal ke ) -2

chhuriyaa.N chal jaaye.N -2
merii matavaalii chaal pe
ra : chunarii ba.Ndh jaaye terii
mere ruumaal se

ra : he
( aaj hamaarii ek najar ne
kyaa aafat kar Daalii
dekh zaraa matawaalii ) -2
kahaa.N-kahaa.N se masakii terii
kuratii resham waalii
jhalake badan kii laalii laalii
( tuu bhii kamaal kii hai
ham bhii kamaal ke ) -2

chunarii ba.Ndh jaaye -2
terii mere ruumaal se
aa : chhuriyaa.N chal jaaye.N
merii matavaalii chaal pe

aa : dir daa raa -4

aa : ( man ke chor nahii.n chalane duu.N
aaj tumhaarii chorii
mai.n alabelii chhorii ) -2
ra : mai.n to u.Daa luu.N aa.Nkh se kaajal
chaahe.n khulii ho gorii
dono.n a.Nkhiyaa.N torii
aa : jaa-jaa
( aiso.n ko rakhatii huu.N mai.n
khiise me.n Daal ke ) -2

chhuriyaa.N chal jaaye.N -2
merii matavaalii chaal pe
ra : chunarii ba.Ndh jaaye
terii mere ruumaal se

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image