Browse songs by

wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

%prelude
ek hame.n aawaaraa kahanaa ko_ii ba.Daa ilzaam nahii.n
duniyaa waale dil waalo.n ko aur bahut kuchh kahate hai.n

wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii
hame.n bhii ho ga_ii aadat fareb khaane kii

mai.n saare shahar me.n tanhaa nahii.n hu_aa ruswaa
sazaa milii hai tumhe.n bhii to dil lagaane kii

sharaab milatii hai lekin hamaarii pyaas se kam
ajiib rasm hai saaqii yahaa.N pilaane kii

nazar bachaa ke tumhe.n dekhataa huu.N mahafil me.n
nazar lage na kahii.n tumako is diwaane kii

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image