Browse songs by

wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

raa : ##ladies and gentleman##
##brothers and sisters##
hindii me.n
mahilaa_o.n aur sajjano.n
bhaa_iyo.n aur bahano.n
suno-suno
merii baat dhyaan se suno

ki : wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa -2
noT bhii de to ##vote## na usako denaa
( ham karate hai.n sewaa
wo khaataa hai mewaa ) -2
taubaa
naam na usakaa lenaa

ko : wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa
ki : bolo
ko : wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa

ki : ye jo apanaa ##leader## hai
sher nahii.n wo giida.D hai
chhup ke rishawat khaataa hai
roz ##cinema## jaataa hai -2

ye jo apanaa ##leader## hai
sher nahii.n wo giida.D hai
chhup ke rishawat khaataa hai
roz ##cinema## jaataa hai
ko : achchhaa
ki : haa.N
choro.n kaa baraatii
wo nahii.n apanaa saathii
usakaa saath na denaa

ko : wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa -2

ki : ##maraathii dialogue##

aamachaa hai naa tumachaa hai
ye maalik kaa chamachaa hai
jii haa.N jii haa.N karataa hai
ye paise pe marataa hai -2

aamachaa hai naa tumachaa hai
ye maalik kaa chamachaa hai
jii haa.N jii haa.N karataa hai
ye paise pe marataa hai

ko : are baap re ba.Daa chor hai
haa.N
ki : ye milate hii mauqaa
de jaayegaa dhokhaa
phir hamase naa kahanaa

wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa
haa.N
noT bhii de to ##vote## na usako denaa
ham karate hai.n sewaa
wo khaataa hai mewaa
naam na usakaa lenaa
haa.N

ko : wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa -2
ki : are bilkul jhuuThaa hai
kabhii naa denaa
pakkaa jhuuThaa hai
bilkul nahii.n denaa
merii baat suniye
haa haa

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image