vo chalaa akelaa nirjan ban me.n
- Movie: Bahut Din Huye
- Singer(s): Male?
- Music Director: B S Kalla
- Lyricist: Pt Indra
- Actors/Actresses: Madhubala, Ratan Kumar
- Year/Decade: 1954, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
vo chalaa akelaa nirjan ban me.n
maa.N kaa aashirwaad liye
sury chandr taare chamake
tab tak wo maa.N kaa laal jiye
TuuTe na duudh ke daa.Nt
abhii naadaan tuu komal baalak hai
maataa kii bhaktii hii sachchii hai
aur dharm hii usakaa paalak hai
wo aa.Ndhii yaa tuufaan kisii se nahii.n Daregaa
maataa kii rakshaa ke hit wo aage paa.Nv dharegaa
vo chalaa akelaa -2
chalaa akelaa
Comments/Credits:
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/