uThe sab ke kadam, taaraa ram-pam-pam
- Movie: Baaton Baaton Mein
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Amit Kumar, Pearl Padamsee
- Music Director: Rajesh Roshan
- Lyricist: Amit Khanna
- Actors/Actresses: Tina Munim, Amol Palekar
- Year/Decade: 1979, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

uThe sabake kadam, taraa ram-pam-pam
ajii aise giit gaayaa karo
kabhii khushii kabhii Gam, taraa ram-pam-pam
ha.nso.n aur ha.nsaayaa karo
vo pyaare din aur vo pyaarii raate.n
yaad hame hai.n vo mulaakaate.n
nahii.n koI Gam mujhe nahii.n hai gilaa
zi.ndagii kii raah me.n milaa hai jabase tuu mere hamadam
shabanam ham hai.n aur tum sholaa ban jaayaa karo
kabhii khushii ...
ra.Ng nayaa hai ruup nayaa hai
jiine kaa to jaane kahaa.N Dha.ng gayaa hai
kise hai fikar inhe.n kyaa pasa.nd
pyaar ke jahaa.N me.n razaama.nd jab ham tum tum ham
ban gae hai.n sanam bedha.Dak mere ghar aayaa karo
kabhii khushii ...
laa laa ...
Comments/Credits:
% Credits: rec.music.indian.misc% Pradeep Dubey % C.S. Sudarshana Bhat % S. Jagadish % Vandana Venkatesan % Editor: Anurag Shankar
