uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
- Movie: Amar
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Chorus
- Music Director: Naushad
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Nimmi, Dilip Kumar, Madhubala
- Year/Decade: 1954, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
qamar lachake morii
haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N
chorus: qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N
Dagar me.n ruup ke lobhii nagar me.n man ke maile.n hai.n
chorus: nagar me.n man ke maile.n hai.n
yahaa.N paapii najariiyo.n ke hazaaro.n jaal phaile.n hai.n
chorus: hazaaro.n jaal phaile.n hai.n
bhare baazaar me.n baalii umariiyaa kaise le jaauu.N
qamar lachake morii
chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N
chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
mohe duniyaa se Dar laage yahaa.N laakho.n hai.n matawaale
chorus: yahaa.N laakho.n hai.n matawaale
na jaane koi alabelaa mohe kis ra.ng me.n ra.ng Daale
chorus: mohe kis ra.ng me.n ra.ng Daale
ra.ngiilo.n me.n bhalaa korii chunariyaa kaise le jaauu.N
qamar lachake morii
chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N
chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
lagaa ke haatho.n me.n meh.ndii rachaa ke naino.n me.n ratiyaa
chorus: rachaa ke naino.n me.n ratiyaa
dulahaniiyaa banake nikalii hu.n mile.nge aaj man basiyaa
chorus: mile.nge aaj man basiyaa
sajan ke dwaar se pyaasii najariyaa kaise le jaauu.N
qamar lachake morii
chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariiyaa kaise le jaauu.N
chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N
Comments/Credits:
% Contributor: Neha Desai % Transliterator: Neha Desai % Date: Dec 10, 2002 % Series: Latanjali % generated using giitaayan
