Browse songs by

u.D jaavuu.N re mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

u.D jaavuu.N re -2
mai.n to taaro.n kii
mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n u.D jaavuu.N re
u.D jaavuu.N re -2
mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n u.D jaavuu.N re

aaj jo mai.n pa.Nkh kahii.n paa_uu.N re
paa_uu.N re
sapano.n kii nagarii me.n mai.n u.D jaavuu.N re
jaavuu.N re
taaro.n ko to.D laa_uu.N re
u.D jaavuu.N re -2
mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n u.D jaavuu.N re

diikhate hai.n dekho kitane pyaare-pyaare
niilam kii thaalii me.n cham-cham sitaare
aapas me.n khel rahe aa.Nkh-micholii -2
mai.n man me.n lalachaa_uu.N re
u.D jaavuu.N re -2
mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n u.D jaavuu.N re

merii jawaanii ne kholii hai paa.Nkhe.n
aaj milaavu.Ngii
aaj milaavu.Ngii mai.n chandaa se aa.Nkhe.n
e e
chandaa se aa.Nkhe.n
chal mere manavaa aakaash kii or -2
mai.n tujhape waar jaavuu.N re
u.D jaavuu.N re -2
mai.n to taaro.n kii duniyaa me.n u.D jaavuu.N re

Comments/Credits:

			 % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image