tuune o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
- Movie: Qudrat
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Rajesh Khanna, Hema Malini
- Year/Decade: 1981, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa -2
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa
baaho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o ...
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa
paas bulaa ke, gale se lagaa ke
tuu ne to badal Daalii duniyaa
na_e hai.n nazaare, na_e hai.n ishaare
rahii no vo kal vaalii duniyaa
sapane dikhaake tuu ne ye kyaa kiyaa
o re piyaa o ...
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa
(o mere saajan kaisii ye dha.Dakan
shor machaane lagii man me.n
jaise laharaae nadiyaa kaa paanii
lahar uThe re mere tan me.n) -2
mujh me.n samaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o ...
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa
baaho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Dec 28, 1995 % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)