tumase nazar milii dil ko Kabar milii
- Movie: Jaagir
- Singer(s): Geeta Dutt, Chorus
- Music Director: Madan Mohan
- Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
- Actors/Actresses: Premnath, Ulhas, Meena Kumari, Kuldeep Kaur
- Year/Decade: 1959, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

gii: e he he
tumase nazar milii dil ko Kabar milii dil ye diiwaanaa ho gayaa
ko: tumase nazar milii dil ko Kabar milii dil ye diiwaanaa ho gayaa
gii: tiir idhar chale tiir udhar chale shuruu fasaanaa ho gayaa
la la la
ko: la la la
gii: tum jo nigaahe.n jhukaaye mere paas aaye to mai.n sharamaa_ii
ko: tum jo nigaahe.n jhukaaye mere paas aaye to mai.n sharamaa_ii
gii: naino.n se nainaa milaaye zaraa muskaraaye to mai.n ghabaraa_ii
tumune ghuu.NghaT kholaa dil thaa ba.Daa bholaa ha.Ns ke diiwaanaa ho gayaa
ko: tumase nazar milii dil ko Kabar milii dil ye diiwaanaa ho gayaa
gii: chhe.Do na tum mujhe aake muhabbat jataa ke jii mai.n baaz aa_ii
ko: chhe.Do na tum mujhe aake muhabbat jataa ke jii mai.n baaz aa_ii
gii: aa.Nkho.n se aa.Nkhe.n la.Daa ke nazar me.n samaa ke jii mai.n pachhataa_ii
aise na ghuur mujhe maaruu.Ngii dekh tujhe ye to sataanaa ho gayaa
ko: tumase nazar milii dil ko Kabar milii dil ye diiwaanaa ho gayaa
gii: la la la
ko: la la la
gii: bharate ho tum kyuu.N aahe.n tumhe.n ham chaahe.n jii chorii chorii
ko: bharate ho tum kyuu.N aahe.n tumhe.n ham chaahe.n jiii chorii chorii
gii: bolo to ha.ns ke Daale.n gale me.n baa.Nhe.n ye gorii gorii
tumako bulaaye dil pahaluu me.n haay dil hamase begaanaa ho gayaa
ko: tumase nazar milii dil ko Kabar milii dil ye diiwaanaa ho gayaa
Comments/Credits:
% Kosh does not mention "Chorus" part in singer
