tum\-tum taraaraa ... chanaa jor garam baabuu
- Movie: Kraanti
- Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, Nitin Mukesh
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Santosh Anand
- Actors/Actresses: Shatrughan Sinha, Dilip Kumar, Manoj Kumar, Shashi Kapoor, Hema Malini, Parveen Babi
- Year/Decade: 1981, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
la : tum-tum taraaraa tum-tum taram
ki : tum-tum taraaraa tum-tum taram
la : tum-tum taram-taram
ki : tum-tum taram-taram
do : duniyaa ke ho.n laakh dharam par apanaa ek dharam
chanaa zor garam
la : chanaa zor garam baabuu mai.n laa_ii mazedaar
chanaa zor garam
ki : chanaa zor garam baabuu mai.n laayaa mazedaar
chanaa zor garam
la : meraa chanaa banaa hai aalaa jisame.n Daalaa garam-masaalaa
isako khaa_egaa dilavaalaa chanaa zor garam
ki : meraa chanaa khaa gayaa goraa-goraa
khaa ke ban gayaa taga.Daa gho.Daa
maine paka.D ke use maro.Daa
maar ke Ta.nga.Dii usako to.Daa
chanaa zor garam
chanaa zor garam baabuu ...
la : mere chane kii aa.Nkh sharaabii-sharaabii chane kii aa.Nkh sharaabii
ho isake dekho gaal gulaabii-gulaabii dekho gaal gulaabii
ki : ho isakaa ko_ii nahii.n javaabii jaise ko_ii ku.Dii pa.njaabii
do : naache chhanan-chhanan -2
la : koThe cha.Dh ke tainuu pukaaraa.n sun le mere balam
chanaa zor garam baabuu ...
ni : meraa chanaa khaa ga_e gore-gore
meraa chanaa khaa ga_e gore o gore
jo ginatii me.n the tho.De
o phir bhii maare.n hamako ko.De
la : tum-tum taram-taram
ni : laakho.n ko.De TuuTe phir bhii TuuTaa na dam-kham
chanaa zor garam
chanaa zor garam baabuu ...
ra : o meraa chanaa hai apanii marzii kaa
ni : marzii kaa bha_ii marzii kaa
ra : meraa chanaa hai apanii marzii kaa
ni : marzii kaa bha_ii marzii kaa
ra : ye dushman hai Kudagarzii kaa
Kudagarzii kaa
ni : Kudagarzii kaa
ra : sar qafan baa.Ndh kar nikalaa hai diivaanaa hai ye pagalaa hai
meraa chanaa hai apanii marzii kaa
ni : marzii kaa bha_ii marzii kaa
apano.n se naataa jo.Degaa Gairo.n ke sar ko pho.Degaa
apanaa ye vachan nibhaa_egaa maaTii kaa karz chukaa_egaa
ra : miT jaane ko miT jaa_egaa aazaad vatan ko karaa_egaa
la : na to chorii hai na to Daakaa hai bas ye to ek dhamaakaa hai
ni : dhamaake me.n aavaaz bhii hai
la : ik soz bhii hai ik saaz bhii hai
ki : samajho to ye baat saaf bhii hai
la : aur na samajho to raaz bhii hai
ra ni : apanii dharatii apanaa hai gagan ye meraa hai meraa hai vatan -2
is par jo aa.Nkh uThaa_egaa zindaa dafanaayaa jaa_egaa
ra : meraa chanaa hai apanii marzii kaa
ko : marzii kaa bha_ii marzii kaa
ra : ye dushman hai Kudagarzii kaa
ko : Kudagarzii kaa Kudagarzii kaa