tum sa.ng priit lagaa_ii rasiyaa
- Movie: Nai Dilli/ New Delhi
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Chorus
- Music Director: Shankar, Jaikishan
- Lyricist: Shailendra Singh
- Actors/Actresses: Kishore Kumar, Vyjayantimala
- Year/Decade: 1956, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
(tum sa.ng priit lagaa_ii rasiyaa
mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa
o haa_e mai.n mar ga_ii bedardii tere pyaar me.n
(ko:
bedardii tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n)) -2
gorii gorii raat ke gore gore chaa.Nd kii
tujhako qasam raajaa lauT ke aajaa, oy
(ko: tujhako qasam raajaa lauT ke aajaa)
pahale milan kii ra.ng bharii shaam ko
kaise bhulaa_uu.N sai.nyaa tuuhii bataa jaa, oy
(ko: kaise bhulaa_uu.N sai.nyaa tuuhii bataa jaa)
mausam le a.nga.Daa_ii rasiyaa
mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa
o haa_e mai.n mar ga_ii o soNiyaa tere pyaar me.n
(ko: o soNiyaa tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n)
tum sa.ng priit ...
jhilamil taare kare.n jab ishaare aadhii raat ko
(ko: haa_e re ishaare aadhii raat ko)
jaage jaage sajanaa yaad karuu.N terii har baat ko
(ko: yaad karuu.N terii har baat ko)
kab se nii.nd na aa_ii rasiyaa
mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa
o haa_e mai.n mar ga_ii o chanawe tere pyaar me.n
(ko: o chanawe tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n)
tum sa.ng priit ...
kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa soTii
sajan merii priit kharii -2
par terii niiyat khoTii
(ko:
sajan merii priit kharii terii niiyat khoTii -2
sajan merii priit kharii)
kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa bidaanaa
tujhe mai.n samajh ga_ii -2
par tuu na mujhe pahachaanaa
(ko:
tujhe mai.n samajh ga_ii tuu na mujhe pahachaanaa -2
tujhe mai.n samajh ga_ii)
kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa
(ko:
kyaa?)
ki khaT ke le aayaa pako.De
kabhii to aa_oge -2
mere pyaar me.n dau.De dau.De
(ko:
kabhii to aa_oge pyaar me.n dau.De dau.De -2
kabhii to aa_oge)
balle balle balle balle ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Abhay Phadnis % Date: 23 Aug 2003 % Series: Latanjali % generated using giitaayan