tohe saa.Nvariyaa naahii khabariyaa
- Movie: Milan
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Nutan, Sunil Dutt, Jamuna
- Year/Decade: 1967, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

tohe saa.Nvariyaa naahii khabariyaa
tumare kaaran apane des me.n balam
ham ho ga_e paradesii paradesii ham ho ga_e paradesii
naa jaane kaun saa apanaa a.Nganaa kaun sii aTariyaa
apane hii gaa.Nv kii galiyo.n me.n bhuule phirate hai.n ham Dagariyaa
aa_o ghar apane hame.n chho.D aa_o -2
ke ham ho ga_e paradesii ...
ye duniyaa laaj sapanaa chain ni.ndiyaa pyaar javaanii
apanaa kyaa rah gayaa tumhare naam kar dii jab jindagaanii
haay sab apane hame.n bahut yaad aa_e -2
ke ham ho ga_e paradesii ...
