terii merii muraado.n ke din hai.n
- Movie: Saatwan Aasman
- Singer(s): Preeti Uttam, Ghanshyam Vaswani
- Music Director: Ram Laxman
- Lyricist: Suraj Sanim
- Actors/Actresses: Vivek and Pooja Bhatt
- Year/Decade: 1992, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
(terI merI murAdo.n ke din hai.n
rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n ) - 2
(bistar kI Tha.nDak, sA.nso.n kI garamii
bAho.n kI shakti, hoTho.n kI naramI ) - 2
hoTho.n kI naramI - 3
kuchh khoke kuchh paa jaane ke din hai.n
rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n
(baarish kI bU.Ndo.n me.n do jism bhIge
bhIge badan kI sharAbo.n ko pIle ) - 2
sharAbo.n ko pIle - 3
sharAbI sharAbI rAto.n ke din hai.n
rAto.n ko jag kar sone ke din hai.n
(shabanam gire phUl par, phUl ham par
mahak ek rache.n phir naI tIno.n mil kar ) - 2
naI tIno.n milakar - 3
gulAbI gulAbI jhAro.n ke din hai.n
rAto.n ko jag kar sone ke din hai.n
terI merI murAdo.n ke din hai.n
rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n - 2
Comments/Credits:
% Credits: Swaraj Horree (Acadia U, Nova scotia, Canada)