terii aawaaz kii jaaduugarii se
- Movie: Teri Talaash Mein
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Sapan-Jagmohan
- Lyricist: Prem Warbartani
- Actors/Actresses: Madan Puri, Shailesh, Kumkum, Mohan Choti
- Year/Decade: 1968, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
terii aawaaz kii jaaduugarii se na jaane kis jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
isii aawaaz se chau.nkaa thaa lekin isii aawaaz me.n gum ho gayaa huu.N
jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
terii aawaaz kii jaaduugarii se
aajaa ke din Dhale, taaro.n se jaa mile, sapano.n ke silasile
saa.Nso.n ke saaz par, naGamaa wahii sunaa, lag jaa mere gale
terii aawaaz kii jaaduugarii se na jaane kis jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
terii aawaaz kii jaaduugarii se
le raat ho ga_ii, wo dekh mil gayaa, dharatii se aasamaa.N
aajaa ke is gha.Dii, zaKmo.n kii aag se, uThane lagaa dhu_aa.N
terii aawaaz kii jaaduugarii se na jaane kis jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
jahaa.N me.n kho gayaa huu.N
terii aawaaz kii jaaduugarii se