taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
- Movie: Kajal
- Singer(s): Mohammad Rafi, Suraiyya
- Music Director: Ghulam Mohammad
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Kukku, Suraiyya, Jayant, Gop, Vasti
- Year/Decade: 1948, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
ra : taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n -2
ye zi.ndagii kyaa hai -2
tum kahii.n ham kahii.n
taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
su : ( man kaa pa.nchhii bol uThaa hai
bol balam tere dil me.n kyaa hai bol balam ) -2
ra : mere dil kii baat na puuchho -2
haay kahii.n lagataa nahii.n
su : tum kahii.n ham kahii.n
taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
ra : ( tho.Dii-tho.Dii der me.n jii bhar-bhar aaye hai
su : apanii lagii ke sab jag gun gaaye hai ) -2
mere dil kii baat to puuchho -2
ra : haay kahii.n lagataa nahii.n
su : tum kahii.n ham kahii.n
do : taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
ye zi.ndagii kyaa hai -2
tum kahii.n ham kahii.n
taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n