suno suno ek nayaa fasaanaa
- Movie: Arabian Nights
- Singer(s): Kanan Devi, Asit Baran
- Music Director: Kamal Dasgupta
- Lyricist: Fayyaz Hashmi
- Actors/Actresses: Kanan Devi, Nawab, Robin Majumdar, Devi Mukherji
- Year/Decade: 1946, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
a: suno suno
kyaa kyaa kyaa
ek nayaa fasaanaa
kaa: sach
a: haa.N haa.N
ek nayaa fasaanaa
sab mil ke zaraa dil se
mil ke zaraa dil se
suno suno
ek nayaa fasaanaa
sab mil ke zaraa dil se
mil ke zaraa dil se
ek Kaab kii mahafil se mai.n laayaa huu.N ek giit suhaanaa
suhaanaa giit suhaanaa
Kaab kii baate.n kuchh na chhupaanaa
kaa: huu.N huu.N kuchh na chhupaanaa
a: jo bhii dekhaa hai sunaanaa sunaanaa
do: jo bhii dekhaa hai sunaanaa sunaanaa
kaa: ha.Nsate ha.Nsate
gaanaa gaanaa
dil rotaa hai apanaa
phir bhii chaahate hai.n muskaanaa
ha.Nsii kii gaharii me.n haay
dard-o-Gam ko Dubaanaa
aa.Nkh se jo kuchh dekhaa
usako banaa do aaj taraanaa
usako banaa do banaa do aaj taraanaa
ha.Nsate ha.Nsate
gaanaa
a: mai.nne dekhaa Kaab me.n
ek niraalaa jahaa.N -2
( jhukate nahii.n hai.n sar wahaa.N
kaa: Darate nahii.n hai.n sar wahaa.N ) -2
mai.nne dekhaa Kaab me.n
ek niraalaa jahaa.N -2
a: ( husn bharii ek zamii.n
kaa: husn bharaa hai aasamaa.N ) -2
a: ishq ke saaye tale
zi.ndagii kaa kaaravaa.N -2
kaa: mai.nne dekhaa Kaab me.n
a: mai.nne dekhaa Kaab me.n
do: mai.nne dekhaa Kaab me.n
ek niraalaa jahaa.N -2