sundarii aay haay sundarii apun ko bhii ek nazar dekho naa
- Movie: Anokhi Ada
- Singer(s): Kishore Kumar
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Rekha, Vinod Khanna, Jeetendra
- Year/Decade: 1973, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
sundarii aay haay sundarii -2
( apun ko bhii ek nazar dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa ) -2
sundarii aay haay sundarii -2
kaisii anokhii adaa jaanii hai terii -2
phir se ba_iyaa.N jaraa pyaar se merii
teraa yaar mai.n nahii.n hai, magar aisii kyaa kamii hai
shakal to milatii hai tere yaar se merii
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii -2
dikhane me.n ka.ngaal hai pan raajaa hai dil kaa -2
aa mai.n banaa degaa tujhe pyaar kii malikaa
kabhii ek roj aake meraa jhopa.Daa basaa de
jhopa.D me.n dikhalaa duu.N majaa raajamahal kaa
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii -2
ho ga_ii gussaa are tum to kasam se -2
aisii ba.Dii kaun khataa ho ga_ii hamase
gore gaalo.n waalii baa_ii jaraa thaam lii kalaa_ii
khaalii-piilii tum to khafaa ho ga_ii hamase
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii -2
apun ko bhii ek nazar dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii -2