simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
- Movie: Chambal Ki Qasam
- Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
- Music Director: Khaiyyam
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actors/Actresses: Shatrughan Sinha, Farida Jalal, Raj Kumar, Maushumi
- Year/Decade: 1979, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

la : simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
phir se na bikhar jaaye.N -2
ra : is raat me.n jii le.n ham
is raat me.n mar jaaye.N
do : is raat me.n mar jaaye.N
simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
ra : ab subahaa na aa paaye
la : aa_o ye du_aa maa.Nge.n
ab subahaa na aa paaye
ra : aa_o ye du_aa maa.Nge.n
la : is raat ke har pal se
raate.n hii ubhar jaaye.N
do : raate.n hii ubhar jaaye.N
simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
la : duniyaa kii nigaahe.n ab
ham tak na pahu.Nch paaye.N
ra : duniyaa kii nigaahe.n ab
ham tak na pahu.Nch paaye.N
la : taaro.n me.n base.n chalakar
ra : dharatii pe utar jaaye.N
do : dharatii pe utar jaaye.N
simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
la : ( haalaat ke tiiro.n se
chhalanii hai.n badan apane ) -2
ra : paas aa_o ke siino.n ke
kuchh zaKm to bhar jaaye.N -2
do : simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
ra : aage bhii andheraa hai
la : piichhe bhii andheraa hai
aage bhii andheraa hai
ra : piichhe bhii andheraa hai
do : apanii hai.n wohii saa.Nse.n
jo saath guzar jaaye.N -2
simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
la : aa
aa
aa
huu.N huu.N huu.N
ye gha.Diyaa.N
phir se
huu.N huu.N huu.N
simaTii hu_ii
huu.N huu.N huu.N
( bichha.Dii hu_ii ruuho.n kaa
ye mel suhaanaa hai ) -2
ra : is mel kaa kuchh ahasaa.N
jisamo.n pe bhii kar jaaye.N
do : jisamo.n pe bhii kar jaaye.N
simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
la : tarase huye jazabo.n ko
ab aur na tarasaa_o
ra : tarase huye jazabo.n ko
do : ab aur na tarasaa_o
ra : tum shaane pe sar rakh do
la : ham baa.Nho.n me.n bhar jaaye.N -2
do : simaTii hu_ii ye gha.Diyaa.N
Comments/Credits:
% Credits: Surma Bhopali % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
