Browse songs by

sach bataa tuu mujh pe fidaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa
a : sach bataa tu mujh pe fidaa

a : naazanii.n mai.n hii nahii.n hai.n yahaa.N laakho.n hasii.n
(mujhase hii tujhe pyaar kyuu.N huaa
dil pe nazaro.n kaa vaar kyuu.N huaa) - 2
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa

t : saa.Nvalii suurat terii, mohanii muurat terii
(terii dhun mujhe be-sabab nahii.n
aur jalavo.n me ye Gazab nahii.n) - 2
maar ga_ii terii baa.Nkii adaa

a : shukariyaa, ai meharabaa.N, mil gaye mujhe do jahaa.N
(besaharaa thi tum nahii.n mujhe
aaj duniyaa kaa Gam nahii.n mujhe) - 2
a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image